Maine raah par usse pathar ko thokar thi mari,
Dard usse na hua, par main karah uttha,
Us pal thi dil mein ek baat aayi,
Kyu diya maine dusro ko dard,
Hamesha sabse bada dhuk tha mein paya,
Raah se uss pathar ko hata kar,
Kiya maine mehshuus,
Ek shukun tha Dil Main aaya,
Thaani main dunga sabko madad ka haath,
Chahe karna pade mujhe dard ke saath.
gud one
ReplyDeleteso sad..........
ReplyDeletebhaiya isko angrezi me traslate kar ke likh do..humare paper me page bharne ke kaam ayegi..
ReplyDeleten koi ye bhi nhi kahega ki vahiyat item laga diya...
kyunki ye to acchi walai hai...
well done dude!!